chaptor no 38
zakat
As salamu allaiqum
type no 1
amel apna nam k adat ka motabik 41 days tak roz ana pareen to wo amal sirf ake dafa kam de ga hamesha nahi
example
ahmed k adat hai 53
amal ya allaho k adat hai 77
abb ahmed is amal ko roz apna nam ka adat ka motabik 53 bar paren ga yani ya allaho amal sirf 53 bar
paren ga tu yeah amal sirf 1 dafa kam de ga
type no 2
jo amal parna ho is k hurf ki tadat jitni ho itni hazar martabah roz ana 41 roz
pareen hameshah ka liya amel
ho jahe ga amel is ka safe zaban ho jata hai phir waquat zaroorate 1 mertabah
parna kafe hota hai
example
ya allaho ka hurf k adat hai 6 to roz ana 6000 martabah ya allaho amal kareen
ga 41 days tak to hamesha ka liya ya allaho amal ka amel ho jahe gay
type no 3
amal k jitna hurf ho itna 100 martabah roz ana pareen yeah zakat be ake he bar
kam datee hai
example
ya allaho amal ka 6 hurf hai to 600 martabah 41 days tak pareen gay to yeah
amal ake he dafa kam de ga
type no 4
zakat sagher amal ka adat kamre jitna ho itna he bar roz ana pareen
yeah zakat amli hai or motbar be
example
ya allaho amal ka adat kamre hai 77 bus itni he bar roz parna hai
type no 5
zakat kabir amal k adat kamre ko hurf amal se zarab do or hasil zarab ko roz
ana paro yeah zakat sagheer se zeda se zada kawi hai hameshah k liya amel
ho jahe ga
example
ya allaho amal ka adat kamre hai 77 mutiple kiya hurf se jo 6 hai total =462
abb roz ana itni tadat main parna hai
type no 6
zakat akber
amal kabire k adat kamre ko hurf amal se zarab deen or hurf zarab ko roz ana
pareen yeah zakat sagheer se zada kawi hai hamesha k liya amel ho jahe ga
example
uper wali zakat ka hisab main 462 aiya tha is ko dobara multiple kiya 6 se total
hoa 2772 abb itni tadat main roz pareen yeah zakat kbir se zada kawe hai k is
isam ka mokel samna ah kar amel se molakat kareen gay
type no 7
zakat kabahire
amal akbar ki tadat ko phir hurf k adat se zarab de kar pareen yeah akber se
be zada kawe hai
example uper ka total main aiya tha 2772 abb is ko phir 6 se multiple kiya to
total aiya 16632 ahsa karna se is isam ka mokel khadim ho kar her waquat
sath rahe gay
type no 8
zakat akber alkabahir
amal akber ki tadat ko phir hurf k adat se zarab de kar pareen is ko kaberat
ahmer ya lal saped kheta hai is tadat ko is isam k nisab kehta hai
example uper ka total aiya tha 16632 is ko multiple kiya 6 se total hoa 99792
yeah zakat akber al kabahir hai jo intahahe mushkel hai
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
amel soname
amel_soname@yahoo.com
5 comments:
As salamwalaykum
My ye amal Zakat Kabeer: Amal ke adad qamri ko haroof-e-amal se zarb do aur hasil zarb ko rozana parho ye zakat sagheer se zayada kawi hai, hamesha ke liye amil ho jaye ga.
Example:
"Ya Wahhabu"
Amal Ke Adad x Haroof Ki Tadad = Zakat Kabeer = 14x4= 56
Kiya hai. Is ism ki jakat 41 din ki 2296 hai. To my ne is tadad ko 3 din me hi padliya. Pahele din 600 dusre din 1100 aur tisre din 596 matrba. Dusre din muje mahesus hua ki koi mere pass hai aur mere pass gum raha hai. Muje sun raha hai. To ab tadad puri hogi hai. To muje bataiye ki zakat ada hogai to amal kamiyab hua hai ya nahi. Hua hai to ab use kayse kam liya jaye. Ye amal myne hanfi bhai ke blog se liya tha. Aur une email bhi kiya mag unone javab nahi diya.
hello shoheb bhai ap ny zakat ada karne k,wqt hisar kia tha k nahi kyn k mujy kisi ny kaha tha k zakat ada karne,k, doran,hisar lazam nahi hota.
aoa shoheb bhai ap ny jb zakat ada ki,thi,to kya hisar kia,tha kyn k mujy kisi ny kaha tha k,hisar lazam nh hota zakat nrmly ada krne k,tme.. kindly ans,dain
Assalamualikum bahi, my allhu Allah 40 din may 125000 padlya.Kay my is Ameel hogaya,Is ka moukill agaya
Mere bhai zakat ada karna asan nhi bahut mushkil he apne ilm e ruhani nhi sikha jab sikho.ge to samaj ayegi
Hazrat ne is blog me sab saaf likha he tab bi apko kuch samaj nhi aya?
Post a Comment